س معاشرے میں اقرباء پرستی، رشوت، جاگیردارانہ نظام، فرقہ بندی، لسانی و گروہی تعصبات عروج پر ہے اور بدعنوان سیاست نے ڈیرے ڈالے ہوئے ہیں۔ پاکستانی معاشرہ وہ معاشرہ ہے جہاں 70 سال گزرجانے کے باوجود اردو کو قومی زبان کا مقام نہیں مل سکا۔ مقابلہ جات کے اعلیٰ امتحانات انگریزی زبان میں ہوتے ہیں۔ اردو مدتِ درا ز سے اپنا حق مانگ رہی ہے!
Saturday, 16 June 2018
Yeh un dino ki baat hai jab hamare aunty ki engagement thi Yeh un dino ki baat hai jab hamare aunty kiengagement thi us waqt mere nazar mere us cousin per pari jiss ko main bohat pasand ker ta tha dil se chahta tha mager main ne us se kabhi bhi koi baat nahi ki thi lekin us din achanak main ne use salam kia jiss ka us ne muskura ke jawab dya us ki muskurahat mere dil main is tarhan baas gai ke ghar per aane ke baad meri sabar ki intiha na rahi ab mera bechain dil chah raha tha ke mian kissi na kissi tarhan se us se mulaqat karon mager koi rasta nazar nahi aaraha tha keun kemain ne us se kabhi zindagi main koi baat nahi ki thi, ek din main inhi socho main ghum tha ke mere qismat achanaq khul gai mere cell phone per PCO se call aaye mere receive kerte hi us ne mujse kaha pehchana main us ki awaz kiss tarhan bhool sakta tha main ne be ikhtiar keh dala ji pehchan gya tum Sana hi ho na us ka naam sana hai phir who chup ho gai to main ne kaha is phone ker ne ki kya waja hai us ne kaha ke ab aap se baat ker ne ke lye koi reason bhi batana ho ga kya yeh zaroori haimain aap se bagair reason ke koi baat nahi ker sakti kya main samajh gya ke aag dono taraf barabar lagi hoi hai is tarhan hamare pyar ka agaz ho gya ab youn hi baton ka silsila shuro ho gia hum roz issi tarhan ek doosre se phone per baten ker ne lage or kai bar hamari mulaqat bhi ho chuki hai magar chup ke se ek din achanak mere mother ne mujh se kaha hum tumhari engagement ker rahe hain main pareshan ho gia keun ke mujhe us ke bare main kuch bhi nahi bataya tha jiss se mere mangani ker rahe the ab main or bhi pareshan ho gia keun ke main ne yeh sooch lia tha ke agr koi meri life partner ho gi to who sirf or sirf sana hi ho gi main ne foorann us se contact kia or use saari haqiqat bata di mujh se us ki aankhon ke aanson nahi dekhe ja rahe the main ne use dilasa dia or us kaha ke agar hamara pyar sacha ho ga to hum zaroor ek saath rahen ge hum yeh samajh rahe the ke hamare pyar ke bare main kissi ko kuch nahi pata lekin is ki khabar mere parents ko ho gai thi chand roz baad main ne apni mother se kaha main engagement nahi ker raha mother ne kaha keun beta, main ne ghabrahat ke mare bahana banate hoe kaha ke abhi mere age hi kia hai abhi mujhe bohat kuch kar na hai yeh baat sunte hi meri mother hansne lagi or kehne lagi beta sirf ek baar mere khatir tum yeh photo to dekh lo phir apna faisla sunana photo dekhte hi mere hosh ur gai or mere ajeeb se kefiat ho gai jissi main byan nahi ker sakta yeh to sana hai main ne ka mother ne kaha ji beta hame pata hai yeh sana hai issi lye to is se tumhari mangani te ki hai keun beta ab faisla badal lo yahmain tumhari mangani cancel kar doon main ne hami bhar li ab mujh se raha na gia or main ne sana ko phone kia or us se milne ko kaha who mujh se milne aaye main ne usey yeh kushkhabri suani or who bhi wohab khush thi aaj hamari mangani ho gai hai hum bohat khush hain ek doosre se bohat pyar ker te hain us ke milne ke baadmere zindagi hi badal gai hai agar bhi pyar ker te hain to hum pyar ker ne walon ke lye please dua kare ke is main din badin izafa ho or hamara pyar youn hi parwan charta rahe ameen
Yeh un dino ki baat hai
jab hamare aunty ki
engagement thi
Yeh un dino ki baat hai
jab hamare aunty kiengagement thi us waqt mere nazar mere us cousin per pari
jiss ko main bohat pasand ker ta tha dil se chahta tha mager main ne us se
kabhi bhi koi baat nahi ki thi lekin us din achanak main ne use salam kia jiss
ka us ne muskura ke jawab dya us ki muskurahat mere dil main is tarhan baas gai
ke ghar per aane ke baad meri sabar ki intiha na rahi ab mera bechain dil chah
raha tha ke mian kissi na kissi tarhan se us se mulaqat karon mager koi rasta
nazar nahi aaraha tha keun kemain ne us se kabhi zindagi main koi baat nahi ki
thi,
ek din main inhi socho main ghum tha ke mere
qismat achanaq khul gai mere cell phone per PCO se call aaye mere receive kerte
hi us ne mujse kaha pehchana main us ki awaz kiss tarhan bhool sakta tha main
ne be ikhtiar keh dala ji pehchan gya tum Sana hi ho na us ka naam sana hai
phir who chup ho gai to main ne kaha is phone ker ne ki kya waja hai us ne kaha
ke ab aap se baat ker ne ke lye koi reason bhi batana ho ga kya yeh zaroori
haimain aap se bagair reason ke koi baat nahi ker sakti kya main samajh gya ke
aag dono taraf barabar lagi hoi hai is tarhan hamare pyar ka agaz ho gya ab
youn hi baton ka silsila shuro ho gia hum roz issi tarhan ek doosre se phone
per baten ker ne lage or kai bar hamari mulaqat bhi ho chuki hai magar chup ke
se ek din achanak mere mother ne mujh se kaha hum tumhari engagement ker rahe
hain main pareshan ho gia keun ke mujhe us ke bare main kuch bhi nahi bataya
tha jiss se mere mangani ker rahe the ab main or bhi pareshan ho gia keun ke
main ne yeh sooch lia tha ke agr koi meri life partner ho gi to who sirf or
sirf sana hi ho gi main ne foorann us se contact kia or use saari haqiqat bata
di mujh se us ki aankhon ke aanson nahi dekhe ja rahe the main ne use dilasa
dia or us kaha ke agar hamara pyar sacha ho ga to hum zaroor ek saath rahen ge
hum yeh samajh rahe the ke hamare pyar ke bare main kissi ko kuch nahi pata
lekin is ki khabar mere parents ko ho gai thi chand roz baad main ne apni
mother se kaha main engagement nahi ker raha mother ne kaha keun beta, main ne
ghabrahat ke mare bahana banate hoe kaha ke abhi mere age hi kia hai abhi mujhe
bohat kuch kar na hai yeh baat sunte hi meri mother hansne lagi or kehne lagi
beta sirf ek baar mere khatir tum yeh photo to dekh lo phir apna faisla sunana
photo dekhte hi mere hosh ur gai or mere ajeeb se kefiat ho gai jissi main byan
nahi ker sakta yeh to sana hai main ne ka mother ne kaha ji beta hame pata hai
yeh sana hai issi lye to is se tumhari mangani te ki hai keun beta ab faisla
badal lo yahmain tumhari mangani cancel kar doon main ne hami bhar li ab mujh
se raha na gia or main ne sana ko phone kia or us se milne ko kaha who mujh se
milne aaye main ne usey yeh kushkhabri suani or who bhi wohab khush thi aaj
hamari mangani ho gai hai hum bohat khush hain ek doosre se bohat pyar ker te
hain us ke milne ke baadmere zindagi hi badal gai hai agar bhi pyar ker te hain
to hum pyar ker ne walon ke lye please dua kare ke is main din badin izafa ho
or hamara pyar youn hi parwan charta rahe ameen
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Pakistan affairs
Pakistan affairs. • Steel Mill is in Bin Qasim • Old name of Jacobabad is Khangharh. • Kot Digi Fort is in Khairpur district. • Pesh...
-
Pay Scale Revised in Budget 2019-20 Chart Grade 1 to 21 Revised Pay Scale 2018 Chart and Increase Salaries in Budget 2019-20 Upcomi...
-
جدید طریقہ ہائے تدریس اُساتذہ کرام کوچاہئے کہ وہ کمرہء جماعت میں حسبِ ضرورت تدریسی تیکنیکس کواپنائیں اور موقع کی مناسبت سے بہترین حکمتِ ع...
No comments:
Post a Comment