س معاشرے میں اقرباء پرستی، رشوت، جاگیردارانہ نظام، فرقہ بندی، لسانی و گروہی تعصبات عروج پر ہے اور بدعنوان سیاست نے ڈیرے ڈالے ہوئے ہیں۔ پاکستانی معاشرہ وہ معاشرہ ہے جہاں 70 سال گزرجانے کے باوجود اردو کو قومی زبان کا مقام نہیں مل سکا۔ مقابلہ جات کے اعلیٰ امتحانات انگریزی زبان میں ہوتے ہیں۔ اردو مدتِ درا ز سے اپنا حق مانگ رہی ہے!
Saturday, 16 June 2018
THIS IS TRUE LOVE STORY
THIS IS TRUE LOVE STORY:
us larkey nay 12 sal pyar
kia hai aur in 12 salon mian jo pyar ki qeemat jo usne ada ki hia woh hi janta
hun k usney kia khoya aur kia paya
paya to sirf sabaq hai
lakin khoya sab kuch hai
us larkey ko jab pyar hwa
to us waqt uski umar 8 ya 9 sal thi.
ap sab bhi heran ho gain
ho gain k yeh bhi koi umar hai pyar kerney ki lakin shayad woh us k dil k bohot
qareeb thi is liyey us k dil main bas gai khair us larkey ka pyar us larki k
liyey din badin barhta gaya aur us larkey k dil main hi nahi us us larki k dil
mian bhi pyar us larkey k liyey barhta gaya lakin dono k pyar sey dono k ghar
waley khush nahin they dono pyar apni zimmedari per ker rahey they
12 sal tarapan k bad un
dono ki zid k agey dono k ghar walon ne har man hi li lakin yeh un ki har thi
ya koi drama yeh to ALLAH hi behtar janta hai
12 sal bad 28 october 2006
jo din woh larka aj tak nahi bhula woh din us k liyey sab sey bada khushi ka
din tha jo us k liyey kab qayamat ka din ban
uski engegment hui aur
bari dhum dham sey hui lakin jab end ki rasmain chal rahin thin to achanak us
larkey ki sister ka us larki ki sister sey jhjgra ho gaya aur jis ko us ney 12
sal chaha yeh soch ker k ek din woh usey miley gi zarur miley gi per us ney to
us ka hath sahi sey thama hi nahin tha k chura liya gaya
is hadsey k bad woh larki
4 din tak behosh rahi hai aur woh larka apney gharwalon sey itna dur chala gya
k jahan woh apney ap ko bhi nahin pehchan pa raha tha
aj tak us larki ko0 yad
ker k woh larka rota hai us ki awaz sunney k liyey tarasta hai us ko dekhney k
liyey tarapta hai koi us sey us ki jan ley ley per us larki se mila dey aur
ager mila nahin sakta ho us ko dikha hi dey aur ager dikha bhi nahin sakta to
sirf uski awaz hi suna dey bcoz He LOVE HER VERY MUCH
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Pakistan affairs
Pakistan affairs. • Steel Mill is in Bin Qasim • Old name of Jacobabad is Khangharh. • Kot Digi Fort is in Khairpur district. • Pesh...
-
Pay Scale Revised in Budget 2019-20 Chart Grade 1 to 21 Revised Pay Scale 2018 Chart and Increase Salaries in Budget 2019-20 Upcomi...
-
جدید طریقہ ہائے تدریس اُساتذہ کرام کوچاہئے کہ وہ کمرہء جماعت میں حسبِ ضرورت تدریسی تیکنیکس کواپنائیں اور موقع کی مناسبت سے بہترین حکمتِ ع...
No comments:
Post a Comment