Ladies ka Sata’r(yani body ke wo parts jinhe ladies ko apne mahram ke samne bhi cover karne ka hukm h daily life mein) bataiye?
Aurat jab apne ghar mein hoti hai apne moharrimaun ke darmiyan uss waqt wo sirf apna chehra aur hathaun ki kalayi zahir kar sakti hai.
Nabi s.a.w ne asma r.a. ko yehi hukum diya tha. (Sunan abu dawood)
Aurat ka gair moharrimaun ke liye satar uska kul jisam hai.
Logaun ke darmiyan ek galat fehmi payi jaati hai ke aurat gair moharrim ke samane apna chehra khula rakh sakti hai magar ye bohat badi galat fehmi hai.
Jo jism ka asal hissa hai jiss se aurat pehchani jati hai wahi nazar aa jaye to parda kahaan huwa?
س معاشرے میں اقرباء پرستی، رشوت، جاگیردارانہ نظام، فرقہ بندی، لسانی و گروہی تعصبات عروج پر ہے اور بدعنوان سیاست نے ڈیرے ڈالے ہوئے ہیں۔ پاکستانی معاشرہ وہ معاشرہ ہے جہاں 70 سال گزرجانے کے باوجود اردو کو قومی زبان کا مقام نہیں مل سکا۔ مقابلہ جات کے اعلیٰ امتحانات انگریزی زبان میں ہوتے ہیں۔ اردو مدتِ درا ز سے اپنا حق مانگ رہی ہے!
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Pakistan affairs
Pakistan affairs. • Steel Mill is in Bin Qasim • Old name of Jacobabad is Khangharh. • Kot Digi Fort is in Khairpur district. • Pesh...
-
Pay Scale Revised in Budget 2019-20 Chart Grade 1 to 21 Revised Pay Scale 2018 Chart and Increase Salaries in Budget 2019-20 Upcomi...
-
جدید طریقہ ہائے تدریس اُساتذہ کرام کوچاہئے کہ وہ کمرہء جماعت میں حسبِ ضرورت تدریسی تیکنیکس کواپنائیں اور موقع کی مناسبت سے بہترین حکمتِ ع...
Very nice information. Aisa hi hai but logon ne apne liye deen Islam ko tor mror dia hai.
ReplyDeleteperfect sir
ReplyDelete